zulmat ko zia , sarsar ko saba banday ko khuda kya likhna deewar ko dar, pathar ko gohar, jugnoo ko diya kya likhnaek hashr bapa hay ghar ghar main, dam ghutaa hay gunbad-e-bay dar mainek shakhs kay haathoN muddat say, ruswa hay watan dunya bhar maiN ey deeda waro is zillat ko qismat ka likha kya likhna
Taqdeer ke qazi ka yeh fatwa hai azal se jurm-e-Zaifi ki saza marg-e-mafajaat[Humor]meray karawaN main shamil koi kam nazar nahee hay kay khushi say mar na jatay agar aitbaar hotameray karawaN main shamil koi kam nazar nahee hayjo na mit sakay watan par , mera ham safar nahee hay dar-e-ghair par hamesha , thumhaiN sajda raiz dekhaaisa koi dagh-e-sajda meray naam par nahee haymeray haath main qalam hay , meray zehan main ujala mujhay kya daba sakay ga, koi zulmatoN ka palamujhay fikre amn-e-aalam , tujhay apnee zaat ka ghammain tulu horaha hooN , too ghuroob honay wala
kehtay hay kay gosht na khata tha muarreephal phool par karta tha apnee guzar auqat ek dost nay bhoona hua teetar usay bhejashayed is tadbeer say us shatir ko ho maatafsos sad afsos shaheeN na bana na tooTaqdeer ke qazi ka yeh fatwa hai azal se jurm-e-Zaifi ki saza marg-e-mafajaat